Zaar Zaar Hua yeh Dil
Khaatil Nikamma hua yeh samah
Khud ko dhoond rahi manzil
Bewafa nikla yeh Jahaan
Koi Khush ho Koi Kuch kahe
Manzil ko paake he rahe
Koi Khush ho Koi kuch kahe
Afsane ban ke chale
Chorus : Tera Chehra hai istifada mera
Teri dhadkan hai neik irada mera
Tujhko main dhoondo Gali Gali Dagar dagar
Meri har Dua mein hai Asar
Teri Khushi ho aur Khushi rahe teri sada
Har saans Har Lamha Tumse hai Waada
Tujhse hai meri Zindagi mein Bahaar
Har Leher Har Toofan ka karoon Saamna
Khudha hai Saat Hamare,
Kyun Rahe bechain, Zamane ke Shikhanj se
Tum Raho ,Raho Kahi bhi
Yaad Aaoge har Ghadi
Chorus : Tera Chehra hai istifada mera
Teri dhadkan hai neik irada mera
Tujhko main dhoondo Gali Gali Dagar dagar
Meri har Dua mein hai Asar
No comments:
Post a Comment